Apno Ne Zehar Ka Jaam De Diya, Gairoon Nay Bewafa Naam De Diya, Jo Kehte The Hame Bhool Na Jana, Unhi Ne Bhoolne Ka Paigam De Diya.
↧
Apno Ne Zehar Ka Jaam De Diya
↧
Jeeta Hu Zehar Judaai Ka Pee K
Dilwalo Kya Dekhte Ho Manzar Mere Deewaanepan Ka, Unki Yaado Me Ab Tak Madhosh Hua Baitha Hu, Kaise Jeeta Hu Zehar Judaai Ka Pee K, Ye Jaa K Kisi Har Din Marne Wale Se Poocho….
↧
↧
Kambkt Ishq Ne Aaj Muje Rula Diya
Kambkt Ishq Ne Aaj Muje Rula Diya, Jis Pe Marta Tha Usne Hi Bhula Diya, Me Bhi Uski Yaad Bhulane K Liye Pita Gaya, Ek Din Zalim Ne Usme Bhi Zehar Mila Diya.”
↧
Zehar Deta Hai Mujhe Koi Dawa Deta Hai
Zehar Deta Hai Mujhe Koi Dawa Deta Hai Jo Bhi Milta Hai Mere Ghum Ko Badha Deta Hai Kyun Sulagti Hian Mere Dil Main Purani Yaadein Kaun Bujhete Hue Sholon Ko Hawaa Deta Hai Haal Hans Hans Ke Bulata Hai Kabhi Baahon Main Kabhi Maazi Mujhe Ro Ro Ke Sada Deta Hai Poet: Naqsh Layallpuri
↧
Paimanon Mein Zahar Leta Gaya
Paimanon Se To Ye Gam Ab Bhulaya Hi Na Jayge Sharab Kaam Na Aayi,Paimanon Mein Zahar Leta Gaya Manzil To Samne Thi Par Hamsafar Hi Na Tha Manzilen Baanta Gaya Aur Safar Leta Gaya Jismon Ki Mitti Ki Asli Rangat Saamne Aati Hai Ab Insanon Ki Bastian Chhod Pathhron Ke Shehar Leta Gaya Khwabon Ke ...
↧
↧
Zehar Shayari in Punjabi
Tere Jaan Pichhon Haal Ki Bna Leya Labhda Si Phull Hath Kandeya Nu Pa Leya Dil Di Pyaas Nu Bujhaun De Khyaal Wich Paani De Bhulekhe Zehar Bullan Nu La Leya
↧
Nafrat Thi Humse To Pyar Kyon Kiya
Nafrat Thi Humse To Pyar Kyon Kiya? Dena Tha Zeher To Ikraar Kyon Kiya? Deke Zeher Ab Kehte Ho Ke Peena Hi Hoga, Aur Jab Pee Gaye, To Kehte Ho Ki Ab Jeena Bhi Hoga
↧
Sanam Ne Diya Zeher
Sanam Ne Diya Zeher Toh Hum Has Ke Nigal Gaye Jab Hum Na Mare, To Humko Hi Humara Humshakal Keh Gaye!!!!!
↧
Yaadon Mein Hi ZEHER Mila Diya
Ishq Ne Hume Rula Diya Jis Per Marte The Usne Hi Hame Bhula Diya Hum To Unki Yadon Mein Hi Jee Laitay, Magar Unhone To Yaadon Mein Hi ZEHER Mila Diya
↧
↧
Zehar Kaha Se Layein
Aapko Bhule Vo Nazar Kaha Se Layein Kisi Aur Ko Chahe Vo Jigar Kaha Se Layein Reh Nahi Sakte Aapke Bina Uff Bhi Na Nikle Vo Zehar Kaha Se Layein
↧
Zehar Pee k Dawa Se Darte Hai
Gunah Karke Saza Se Darte Hai Zehar Pee k Dawa Se Darte Hai Dushmano k Sitam Ka Khauff Nahi Hum Toh Doston Ki Wafa Se Darte Hain,
↧
Shama Mein Unki Gharmi Ka Ehesaas
Baheti Hui Naadi Mein Unka Peaas Hain Jalti Hui Shama Mein Unki Gharmi Ka Ehesaas Hain Kisi Aur Ke Saath Ghar Basa Liya Humne Seene Mein Basi Wahi Bewafa Pyar Ka Zeher Ki Raas Hain…
↧
Kis-kis tarah se mujh ko na rusva kiya gaya – Shahryar
kis-kis tarah se mujh ko na rusva kiya gaya gairon ka naam mere lahu se likha gaya nikala tha main sada-e-jaras ke talash mein bhule se is sukut ke sehra mein aa gaya kyon aj us ka zikr mujhe khush na kar saka kyon aj us ka naam mera dil dukha gaya is hadase ko ...
↧
↧
Tarz jine ka sikhati hai mujhe – Khalil ur Rahman Azmi
Tarz jine ka sikhati hai mujhe tashnagi zeher pilati hai mujhe raat bhar rahati hai kis baat ke dhun na jagti hai na sulati hai mujhe ruthata hun jo kabhi duniya se zindagi aake manati hai mujhe aaina dekhun to kyunkar dekhun yaad ik shakhs ke aati hai mujhe band karta hun jo aankhen kya ...
↧
Tum itna jo muskura rahe ho – Kaifi Azmi
Tum itna jo muskura rahe ho kya gham hai jis ko chupa rahe ho aankhon mein nami hansi labon par kya hal hai kya dikha rahe ho ban jayenge zeher pite pite ye ashk jo pite ja rahe ho jin zakhmon ko waqt bhar chala hai tum kyon unhen chede ja rahe ho rekhaon ka ...
↧
Kyun Zeher De Rahe Ho Mohabbat Mila Mila Kar
Krna Hi Taanz Hy Tu Hansney Ka Kya Taklluf
Kiyun Zeher De Rahe Ho Muhabbat Mila Mila Kar...?
↧
Kamal Ki Soch Thi Uski
Woh Zeher Deita Tu Dunyaa Ki Nazzroon Mein Aaa Jaata
Kamal Ki Soch Thi Uski Pyaar Kyaa Or Choor Diyaa...
↧
↧
Apni Toh Aadat Hai Wafa Kisi Ki Bhula Nahi Sakte
Apni Toh Aadat Hai Wafa Kisi Ki Bhula Nahi Sakte
Khalus Dil Sy De Koi Zeher Bhi Thukara Nhi Skte.!!!
↧
Bulleh Shah Zeher Vekh Ke Peeta Te Ki Peeta
Bulleh Shah Zeher Vekh Ke Peeta Te Ki Peeta
Gaash Soch Ke Keeta Te Ki Keeta
Dil De Ke Dil Lein Di Aas Rakhi
Way Bulleh Pyar Ayho Jiya Kita Te Ki Keeta...!!!
↧
Kambkt Ishq Ne Aaj Muje Rula Diya
Kambkt Ishq Ne Aaj Muje Rula Diya, Jis Pe Marta Tha Usne Hi Bhula Diya, Me Bhi Uski Yaad Bhulane K Liye Pita Gaya, Ek Din Zalim Ne Usme Bhi Zehar Mila Diya.”
↧